Friday, 30 November 2012

Muntazir

Koi Muntazir Hai Uska Kitni Shiddat Se
Wo Janta Hai Magar Anjaan Bana Rehta Hai …… !!

sad girl dp for fb

Thursday, 29 November 2012

Tere Siwa

Mujhe Kisi Se Mohabbat Nahi Tere Siwa..
Mujhe Kisi Ki Zarurat Nahi Tere Siwa....

Jo Mere Dil Or Meri Zindagi Pe Raaj Kare..
Kisi Ko Itni Ijazt Nahi Tere Siwa........!!

couple dp for facebook

Tu Mera Intikhaab Hai

Teri Saadgi Ka Husun Bhi Lajawab Hai
Mujhe Naaz Hai K Tu Mera Intikhaab Hai

beautiful girls dp

Mausam badal raha hai apna khayal rakhna

Mausam badal raha hai apna khayal rakhna,
Kyun ki badalte mausam aur badalte log.. 
dono hi takleef dete hain...!!

beautiful girls dp

MOhabbat Mein La’Parwahi Uski

Mat PoOch MOhabbat Mein La’Parwahi Uski...!!!
De Ky Zakhm wO Marham Lagana BhOl Jata Hain ...!!!

parveen shakir poetry inkar



Jurm-e-Mohabbat

Ik Mein Hi Nahin Jurm-e-Mohabbat Ka Khataar’war,
Halka Sa Tabasumm Bhi Tou Shamil Tha Udhar Se..!

bridal facebook dp

Saadgi

Kis Shoq, Kis Tamanna, Kis Darjaa Saadgi Se ..
Hum Aap Ki Shikayat Karte Hain Aap He Se ..

inoccent girl dp for facebook

Tuesday, 27 November 2012

Aitebaar

Mujh Ko To Iss Jahaan Mein,Sirf Tujh Se "MUHABBAT" Hai,
Ya Mera Imtehaan Le Le,Ya Mera Aitebaar Kar Le.......! !

couple dp for facebook

Friday, 23 November 2012

Mera SHAUQ un pe MARNA...♥

Kabhi un ka Naam lena, kabhi unki baat krna...
Mera zauq unki CHAHAT, Mera SHAUQ un pe MARNA...♥

attitude girl dp for facebook

Thursday, 22 November 2012

Tere Umeed

Sab kuch hai mere paas dil ki dawa nhi,
Woh door hai mujhse par main khafa nhi

Maalum hai ab bhi pyar karta hai mujhse,
Woh thoda ziddi hai magar Bewafa nhi.

sad girl dp for facebook