Wednesday, 14 March 2012
Thursday, 8 March 2012
Tum Meri Mohabbat Ho
Zara Sa Maan Rakh Lena K Tum Meri Mohabbat Ho !!!
Sitam Tum Soch Kar Karna K tum Meri Mohabbat Ho !!!

Agar Jaane Ki Zid Hai To Chale Jao , Magar Sun Lo !!!
K Jaldi Loat K Aana K Tum Meri Mohabbat Ho !!!

JiGar K Khoon Se Lekh Kar Tujhe Paigaam Bheja Hai !!!
Tum Ek Ek Lafz Ko Parhna K Tum Meri Mohabbat Ho !!!

Main Mit Jaon Ga Duniya Se ,
Mujhe Dil Se Mitana Mat ....
Sada Dil Main Mujhe Rakhna
K ...
Tum Meri Mohabbat Ho ....
Mujhe Dil Se Mitana Mat ....
Sada Dil Main Mujhe Rakhna
K ...
Tum Meri Mohabbat Ho ....
ღ~••••♥●●♥═════◄ "W@Q@X" ►═════♥●●♥••••~ღ
Bhool Jati Hoon
Us Ka Naam Likh Likh Kar Mitana Bhool Jati Hoon
Us Ko Jab Yaad Karti Hoon Bhulana Bhool Jati Hoon
Bohut C Aisi Baatain Hain Jo Mere Dil Mein Rehti Hain
Magar Jab Us Se Milti Hoon Sunana Bhool Jati Hoon
Us Ke Bad Ab Her Pal Bari Mushkil Se Katta Hai
Mein Aksar Us Ko Khawabon Mein Batana Bhool Jati Hoon
Mein Her Sham Kehti Hoon Ke Us Ko Bhool Jaon Gi
Magar Jab Subha Hoti Hai Tu Bholana Bhool Jati Hoon.....

ღ~••••♥●●♥═════◄ "Xka" ►═════♥●●♥••••~ღ