Thursday, 13 November 2014
Wednesday, 4 June 2014
Gulaab
Bana Gulab To Kaantay Chubha Gaya Aik Shakhs ...!!
Howa Charagh , To Ghar Hi Jalaa Gaya Aik Shakhs !!
Muhabbatoon Ne Kisi Ki Bhulaa Rakha Tha Usay ..!!!
Milay Woh Zakhm K Phir Yaad Aa Gaya Aik Shakhs !!
Khula Yeh Raaz Ke ...... Aayeena Khana Hai Dunya ..!!
Or Is Me Mujh Ko Tamasha Bana Gaya Aik Shakhs .!!



.png)





