Wednesday, 14 November 2012
Monday, 12 November 2012
Saturday, 10 November 2012
Friday, 9 November 2012
Musalsal hai...
Is Kaenat-e-Mohabbat Mein Hum Misl Shams-o-Qamar K Hyn,
Ek Rabta Musalsal Hy, Ek Faasla Musalsal Hy.
Main Khud Ko Baich Doon Phir Bhi,
Main Tujh ko Paa Nahi Skta,
Main Aam Sa Hamesha Hoon,
Tu Khaas Sa Musalsal Hy.
Waqt-e-Wisaal Ki Bhi Ek Aarzu Adhuri Hy,
Ek Aas Si Hamesha Hy, Ek Khwaab Sa Musalsal Hy.
Khata-Kaaro'n Ki Qismat Mein Jannat Hua Nhi Krti,
Me Khata-Kaar Azal Se Hun, Tu Parsa Musalsal Hy...

Thursday, 8 November 2012
Muddat se jis ke waaste diL beqarar tha
Muddat se jis ke waaste diL beqarar tha,
wo laut kar na aaya magar intezaar tha,
jo humsafar tha chhod gaya raah mein mujhe,
main phans gaya bhanwar mein woh darya ke paar tha,
manzil qareeb aayi to tum door ho gaye,
itna to batao ki ye kaisa yeh pyar Tha,
deewar bana di ye kis ne dono ke darmiyan,
na wo sukoon se baitha na mujhko qarar tha,
ye baat umar bhar samajh na paya main kabhi,
kyun dil mera us wafadar ka talabgaar tha...!!