Friday, 30 November 2012
Thursday, 29 November 2012
Tuesday, 27 November 2012
Friday, 23 November 2012
Thursday, 22 November 2012
K Apnay Pyar Se B Inkaar karna Parta hai
Kuch is tarah Se Usay Pyar karna Parta hai,
K Apnay Pyar Se B Inkaar karna Parta hai,
Kabhi Kabhi to Wo itna Qareeb Hota hai,
K Apnay Aap ko Dewaar karna Parta hai,
Khuda ne Us ko Atta ki hai wo Maseehai,
K khud ko Jaan K Bemaar karna Parta hai,
Wafa ki Raah main Dushwariyan to Aati Hain,
Wafa ki Raah ko Humwaar karna Parta hai,
Wo Haath Rakh k Meray Dil pe jub B Poochta hai,
To Mujh ko Dard Se Inkaar karna Parta hai.....

Ek Choti Si Haan Kar Do ♥ ♥ ♥
♥ Aaj Bas ek Choti Si Haan Kar Do,
Yeh Zindagi Mere Naam Is Tarhan Kar Do ♥
Yeh Zindagi Mere Naam Is Tarhan Kar Do ♥
♥ Woh Muhabbtain Jo Tumare Dil Mein Hain,Unko Zuban Par Lao 0r Bayan Kar Do ♥
♥ Aaj Bas Tum Kaho aur Kehte Hi Jao,
Me Bas Sunu Aisa mujhe Be-Zuban Kar Do ♥
Me Bas Sunu Aisa mujhe Be-Zuban Kar Do ♥
♥ Hoi Purani Dastaan Heer Ranjha Ki,
Tarikh Mohabbat Ki Phir Se Jawan Kar Do ♥
Tarikh Mohabbat Ki Phir Se Jawan Kar Do ♥
♥ Apne Dil Mein Is Tarha Chupa Lo Mujhko,
Sirf mein rahun Humesha Is mein aisa Mera Makan kar do ♥
Sirf mein rahun Humesha Is mein aisa Mera Makan kar do ♥
Wednesday, 21 November 2012
Tuesday, 20 November 2012
Me Bewafai Pe Nhi Likhta
Unko ye shikayat hai… me bewafai pe nhi likhta
Or me sochta hu ki me uski rushwai pe nhi likhta
khud apne se ziyada bura zamane me kon h ???
me isliye auro ki ….buraai pe nhi likhta
kuchh to aadat se mazbur h or kuchh fitrato ki pasand hai
jakhm kitne b gehre ho, me unki duhai pe nhi likhta
duniya ka kya h, har haal me ilzaam lagati h
warna kya bat ki me kuchh apni safai me nhi likhta
shaan-e-amiri pe kuchh araz …. Magar ek rukawat h
mere usool ,,, me gunaho ki kamai pe nhi likhta
uski takat ka nasha , mantr or kalam me barabar h
me dosto ! Me mazhab ki ladai pe nhi likhta
samandar ko parakhne ka mera najariya hi alag h yaro
me mizajo pe likhta hu, uski gehrai pe nhi likhta
tazurba teri mohabbat ka, na likhne ki wazah bas ye h
ki "shayar ishq me khud apni tabahi pe nhi likhta
Wednesday, 14 November 2012
Monday, 12 November 2012
Saturday, 10 November 2012
Friday, 9 November 2012
Musalsal hai...
Is Kaenat-e-Mohabbat Mein Hum Misl Shams-o-Qamar K Hyn,
Ek Rabta Musalsal Hy, Ek Faasla Musalsal Hy.
Main Khud Ko Baich Doon Phir Bhi,
Main Tujh ko Paa Nahi Skta,
Main Aam Sa Hamesha Hoon,
Tu Khaas Sa Musalsal Hy.
Waqt-e-Wisaal Ki Bhi Ek Aarzu Adhuri Hy,
Ek Aas Si Hamesha Hy, Ek Khwaab Sa Musalsal Hy.
Khata-Kaaro'n Ki Qismat Mein Jannat Hua Nhi Krti,
Me Khata-Kaar Azal Se Hun, Tu Parsa Musalsal Hy...

Thursday, 8 November 2012
Muddat se jis ke waaste diL beqarar tha
Muddat se jis ke waaste diL beqarar tha,
wo laut kar na aaya magar intezaar tha,
jo humsafar tha chhod gaya raah mein mujhe,
main phans gaya bhanwar mein woh darya ke paar tha,
manzil qareeb aayi to tum door ho gaye,
itna to batao ki ye kaisa yeh pyar Tha,
deewar bana di ye kis ne dono ke darmiyan,
na wo sukoon se baitha na mujhko qarar tha,
ye baat umar bhar samajh na paya main kabhi,
kyun dil mera us wafadar ka talabgaar tha...!!

Wednesday, 7 November 2012
Tere mehndi lage hathon pe mera naam likha hai
Tere mehndi lage hathon pe mera naam likha hai, Zara se lafzz me kitna paighaam likha hai,
Yeh teri shaan ke shayaan nahin lekin majboori, Teri masti bhari ankhon ko mene jaam likha hai,
Main shayar hoon, magar agey na barh paya riwayat se, Labon ko pankhrri*, zulfon ko main ne shaam likha hai,
Mujhe maut aaye gi jab bhi tere pehluu main ayegi, Tere gham ne bohat acha mera anjaam likha hai,
Meri qismat mein hai ik din griftaar-e-wafaa hona, Mere chehre pe tere pyaar ka ilzaam likha hai,
Qateel ik khubsurat buut* hai, main jis ka pujaari* hoon, Mere mazhab ke khaaney mein magar Islam likha hai...!