Monday, 16 July 2012
Monday, 9 July 2012
Lipta Hai Mere Dil Se Kisi Raaz Ki Surat
Bari mudat sey chaha hey tumhain
Bari duaoon sey paya hai tumhain…
Tumhain bhulaaney ka socho b kasey
Kismat ki lakiron se churaya hai tumhain…!!
Lafzon Ke Fasaane Dhondhte Hain Hum Log
Lamhon Mai Zamaane Dhondhte Hain Hum Log
Tu Zehr Hi De Sharaab Keh Kar Saaqi
Jeene Ke Bahaane Dhondhte Hain Hum Log…
Raabton, Rishton Mai Uljhan Thi Bohot
Is Nizam-E-Shehr Mai Rehne Ki Himmat Hi Na Ki
Lafz Yeh Logon Mai Raij Tha “Bohot”
Is Liye Is Shehr Mai Hum Ne Mohabbat Hi Na Ki…
Har Taraf Aap Ki Yaad Par Laga Ke Pehra
Jee Kara Kar Ke Betha Tha Ke Mat Yad Aye
Nagahan dil kisi baat par aesa dukha,
Mai Bohot Roya, Mujhe Aap Bohot Yad Aye…
Duniya To Hai Kaanton Ka Bichona Pyaare
Tum Hum Se Kabhi Hona Na Judaa Pyaare
Aao Mil Kar Dukh Ke Lamhe Kaaten
Ik Jashn Hai Sath Sath Rona Pyaare…
`
Rota Hun To Ahbaab Bura Maante Hain
Hansta Hun To Mujrim Mujhe Gardante Hain
Har Haal Mai Aetiraaz Karne Waale
Nadaan Mere Halaat Kahan Jaante Hain…
Lipta Hai Mere Dil Se Kisi Raaz Ki Surat
Wo Shakhs Ke Jis Ko Mera Hona Bhi Nahi Hai
Yeh Ishq-O-Mohabbat Ki Riwayat Bhi Ajab Hai
Paana Bhi Nahi Hai, Usse Khona Bhi Nahi Hai..
Dekhte Hain Aaj Hum Us Raah Ki Weeraaniyan
Yaaron Ke Sang Kaati Jahan Hum Ne Zindaganiyan
Guzar Gaya Wo Daur, Bichar Gaye Sab Dost
Sath Reh Gaen To Un Lamhon Ki Kahaniyaan..
Kisi Ki Dhun, Kisi Ke Gumaan Mai Rehte Hain
Hum Ek Khuwab Ki Surat Jahan Mai Rehte Hain
Ghamon Ki Dhoop Se Darte Nahi Hain Wo Amjad
Kisi Nigaah Ke Jo Saiybaan Mai Rehte Hain..
Jab Rooh Kisi Bojh Se Thak Jaati Hai
Ahsaas Ki Lo Aur Bhi Barh Jaati Hai
Mai Barhta Hun Zindagi Ki Janib Lekin
Zanjeer Si Paon Mai Chanak Jaati Hai..

**~~! || Love Poetry & Gazal || !~~**
Zindagi To Hi Bata Kaise Jiya Chahiye
Yeh Dard Ke Tukre Hain, Ashaar Nahi Saaghar
Hum Kaanch Ke Dhaage Mai Zakhmon Ko Pirotey Hain..
Aao Kisi Shab Mujhe Toot Ke Bikharta Dekho
Meri Ragon Mai Zehr Judaai Ka Utarta Dekho
Kis Kis Adaa Se Tujhe Maanga Hai Khuda Se
Aao Kabhi Mujhe Sajdon Mai Sisakta Dekho..
Bekhabar Tujhe Kiya Khabar,
Teri Aankhon Mai Kesa Jamal Hai
Tujhe Dekh Le Jo Bas Ik Nazar,
Us Ki Aankhon Mai Phir Yeh Sawal Hai..
Mujh Se Bichar Kar, Mujh Ko Rula Kar Udaas Tha
Meri Tarah Wo Khud Ko Jala Kar Udaas Tha
Aese Ajeeb Dard Ke Pehre The Chaar Soo
Ab Ke Wo Mere Shehr Mai Aa Kar Udaas Tha…
Dil Ke Liye Dard Bhi Roz Naya Chahiye
Zindagi To Hi Bata Kaise Jiya Chahiye
Maano Meri Galib, Tum Ho Bhaley Aadmi
Phir Wohi Aawargi, Kuch To Haya Chahiye…

**~~|| Best Gazal ||~~**
Sunday, 8 July 2012
MUJHE WO YAAD ATA HAI
Kabhi chanda ki nagri say koi pegham aye to
Kabhi taroon ka honton per kisi ka naam aye to
Kabhi tareek shab main koi jugno jagmagata hai
MUJHE WO YAAD ATA HAI........
Kabhi jab saans say uthta dhuan mehsoos hota ho
Ajab si aanch pe haar karuan mehsoos hota ho
To uss ki pyar ki barish main tan man bheg jata hai
MUJHE WO YAAD ATA HAI........
Kabhi raaton ko uth uth kar bohat bechain hoti hoon
Agar jo letna chahon to bas takiye bhigoti hoon
Koi ruthi hui shab neend ki pariyan bulata hai
MUJHE WO YAAD ATA HAI........
Kabhi jab titliyon k pankh bhi be rang ho jayen
Meri saari baharain bhi khizan k sang ho jayen
Tabhi ek aas ka panchi dar e dil khatkatata hai
MUJHE WO YAAD ATA HAI........
Wo jiss k dhyan ki kirnain hamain har subh jagati hain
Usi ki yaad k saye main shamin muskurati hain
Mujhe chu kar jo har shab sang say hera banata hai

Meri sochon k jalte hue dasht se..
Kiya andheron k dukh
kya ujalon k dukh
jab haraa dain mohabat ki chalon k dukh
jin ki ankhen nahi wo na roya karen...
jan jaayn agr aankh walon k dukh ..
meri manzil kahan ?
hamsafar hy kahan ?
maar dalen gy ab in sawalon k dukh..
tum mile ho tumhari mohabat nahi
hijr se barh gye han wisaalon k dukh..
do ghari k liye pas betho agr
bhool jayen gy hun kitne saalon k dukh
Meri sochon k jalte hue dasht se..
Cheen le aa k apny khyalon k dukh..
kya ujalon k dukh
jab haraa dain mohabat ki chalon k dukh
jin ki ankhen nahi wo na roya karen...
jan jaayn agr aankh walon k dukh ..
meri manzil kahan ?
hamsafar hy kahan ?
maar dalen gy ab in sawalon k dukh..
tum mile ho tumhari mohabat nahi
hijr se barh gye han wisaalon k dukh..
do ghari k liye pas betho agr
bhool jayen gy hun kitne saalon k dukh
Meri sochon k jalte hue dasht se..
Cheen le aa k apny khyalon k dukh..