Wednesday 28 March 2012

Kiss slowly

"Life is short ...
Forgive quickly. Kiss slowly.
Gentle touch. Passionate whisper.
Cry for joy. I feel no envy.
Laugh heartily. Capture the moment. "

~••••♥●●♥═════◄ "W@q@X" ►═════♥●●♥••••~
Kiss slowly
 

When you meet the love

When you meet the love, forget how you fought for it!
You should keep doing it, more committed than ever!

~••••♥●●♥═════◄ "W@q@X" ►═════♥●●♥••••~
When you meet the love


True One

Make Sure That In Search Of A Perfect Person
You Don't Loose A True One,
Because
Perfection Is Fantasy
&
Truth Is Reality! ♥
~••••♥●●♥═════◄ "W@q@X" ►═════♥●●♥••••~


True One

Dreams of love

I have special sleeping arrangement for you,
Bed of trust,
Pillow of care,
Bed sheet of understanding,
Blanket of peace
and
Dreams of love.

~••••♥●●♥═════◄ "W@q@X" ►═════♥●●♥••••~

Dreams of love

Tuesday 27 March 2012

Ham Ne Kanton Ko Bhi Bari Narmi Se Chua Hai

Ham Ne Kanton Ko Bhi Bari Narmi Se Chua Hai,

Log Kitny Bedard Hain Pholon Ko Masal Dety Hain

~••••♥●●♥═════◄ "W@q@X" ►═════♥●●♥••••~
Phool

Whenever you MISS me

Whenever you MISS me
Don’t look for ME in your
DREAM. .

Don’t try to hear my VOICE in
your MOBILE. . .

Just put your right hand in
your HEART and you will FEEL
me in your Heart Beats .......♥
~••••♥●●♥═════◄ "W@q@X" ►═════♥●●♥••••~
Whenever you MISS me

Dharkano K Siwaa

Kash K Lamhe Bhar K Lie Ruk Jaye Zameen Ki Gardish
Or KOi Awaaz Na Ho Tumhare Dil Ki Dharkano K Siwaa ..!!

~••••♥●●♥═════◄ "W@q@X" ►═════♥●●♥••••~
 
Dharkano K Siwaa

Aansoo

Har Raat Rote Hue Sookh Jata Hai Aansoo,,
Kya Hamari Galti Itni Badi Hai Jo Saza Khatam Hi Nahi Hoti

~••••♥●●♥═════◄ "W@q@X" ►═════♥●●♥••••~
Aansoo

Feels your pain

The one, who loves you most, sometimes hurts you,
But again he/she is the only one who feels your pain ♥ ♥

 ~••••♥●●♥═════◄ "W@q@X" ►═════♥●●♥••••~
feels your pain

Monday 26 March 2012

Mashwara

Mujhe samjhao mat k ab toh ho chuki hai muj ko ,
Muhabbat mashwara hota toh tum se pooch k karty ,

~••••♥●●♥═════◄ "W@q@X" ►═════♥●●♥••••~
Mashwara

Sunday 18 March 2012

Bakhsh Dena



Bakhsh Dena Ishq Ki Gustakhiyan

Dil He Qaabo Me Nahe To Hum Kya Karien.
ღ~•●♥¤۩۞۩ஜ sAm ஜ۩۞۩¤♥●•~ღ 

Talab karen to me

karen to me apni ankhen b un ko de dun
magr ye loag 
Talab meri ankhon k khawab mangte hain 
ღ~•●♥¤۩۞۩ஜ sAm ஜ۩۞۩¤♥●•~ღ 

Uss ko maloom hay



Uss ko maloom hay, ke uss bin hum toot jate hain,

Phr kiun wo azmaata hy hum ko, bichar bichar kar.
ღ~•●♥¤۩۞۩ஜ sAm ஜ۩۞۩¤♥●•~ღ 

Raah takte hue


Raah takte hue jab thak gai 
aankhen meri...

Dhundhne meri unko aankh se aansu nikle.. 
ღ~•●♥¤۩۞۩ஜ sAm ஜ۩۞۩¤♥●•~ღ 

Woh Kehti Hai



Woh Kehti Hai Sabhi Ghazlein Mujhe Kaghaz Pe Likh Bhejo

Main Kehta Hoon, Meri Ghazlein To Sab Teri He Baatien Hain.

Muskrata hain to ek



Muskrata hain to ek aah si nikal jati hay,,,

Ye Tabassum b koi Dard ka Maara ho ga..!! 
ღ~•●♥¤۩۞۩ஜ sAm ஜ۩۞۩¤♥●•~ღ 

‎"Kaajal, Aankhe’n, Zulfe’n



‎"Kaajal, Aankhe’n, Zulfe’n, Jhhumke, Chahra, Bindiya,

Haaye dil haar gaye hum tujhe be-naqaab dekh kar…!!"  
ღ~•●♥¤۩۞۩ஜ sAm ஜ۩۞۩¤♥●•~ღ  
Add caption

Itne Ghor Se Na Dekh


Itne Ghor Se Na Dekh Meri Halat_E_Sadgi Ko.
Bikhre Howe Log Aksar Isi Hal Main Hote Hain.
ღ~•●♥¤۩۞۩ஜ sAm ஜ۩۞۩¤♥●•~ღ 

Ajeeb 'gehraai'

Ajeeb 'gehraai' hai humaari bhi 'mohbt' me

Tum meri 'maut' maangtey ho..aur mai 'tumhe.
ღ~•●♥¤۩۞۩ஜ sAm ஜ۩۞۩¤♥●•~ღ 



Main Ne Kaha Ke Bahot Pyaar


Main Ne Kaha Ke Bahot Pyaar Aataa Hai Tum Par.....!!

Woh Muskura Ke Bole... "Aur Tumhain Aataa Hi Kya Ha 
ღ~•●♥¤۩۞۩ஜ sAm ஜ۩۞۩¤♥●•~ღ   

Shayad Ham Ne ZINDGI

Shayad Ham Ne ZINDGI Ki Qeemat Ko Jana Hi Nhi

Warna Kisi aur K Liye Khud Ko BARBAD Nahi Karte..
ღ~•●♥¤۩۞۩ஜ sAm ஜ۩۞۩¤♥●•~ღ  

Hosla Tujh Main Na


Hosla Tujh Main Na Tha Mujh Say juda Hony Ka..
Warna Kaajal Teri Aankhon Main Na Phela Hota.. 

Hum Hi Ko Kyun


Hum Hi Ko Kyun Daitay Ho Pyar Ka Elzam,
Kabhi Khud Sy Bhi Pocho Itny Pyaray Kyun Ho. 

Hum kitnay Bewafa hain


Hum kitnay Bewafa hain ke eik dum un ke dil se nikal gaye..,

Un main kitne wafa thi ke aj tak Humare dil se nahi gaye....! 

Qissa_E_ zindagi kitna


Qissa_E_ zindagi kitna mukhtasar hai dekho 

Tum he say shuru,Tum he pay khatam.. 

Saara Shehar Meri


Saara Shehar Meri Deewangi Say Waqif Raha Magar,
Ik Shakhs Ki Aankhon Say Be-Aitbaari Na Gayi. 

Hum Tu Aaj Bhi


Hum Tu Aaj Bhi "TUJHAY" Ussi Tarah "CHAHTE" Hain
Jaise "SOOKHA" Huwa "DARAKHT" "BARISH" Ka "TALBGAR" Hota He

Wo aaye hamarey dar pe


Wo aaye hamarey dar pe,do harf-e-nafrat bolne, 
Yun hamari mohabbat ki qeemat wo ada kar gaye. 

sarii umar apna banate


sarii umar apna banate rahe phir bhi humare nahi huwe wo
,pata nahi kon c wo muhabbat thi , jo hum usssay de na saky

kuch to Aesi baat


kuch to Aesi baat hai uski fitrat main..
warna usy chahNy ki khata bar bar na karty. 

Titliyon Me 0r Hum Me

Titliyon Me 0r Hum Me Ye Bat HaI Mushtarik, 

Pakar Kay Jo Choro Gay T0 Mar Jayengay. 

Anaa Ka Masla


Anaa Ka Masla Darpaish Hai Warna Haqeeqat Main,
Ussay Meri, Mujhay Uss Ki Kami Mehsoos Hoti Hai 
! 

suljha hoa


سلجھا ہوا سا فرد سمجھتے ہیں مجھ کو لوگ،
پر الجھا ہوا سا مجھ میں کوئی دوسرا بھی ہے

Shayad Ham Ne

Shayad Ham Ne ZINDGI Ki Qeemat Ko Jana Hi Nhi 
Warna Kisi aur K Liye Khud Ko BARBAD Nahi Karte 

Me Ne Apno K


Me Ne Apno K’ Rawayon Sy Ye Mehsos Kiya,
Dil K’ Angan Mai B’ Dewaar Utha Di Jaye, 

Itna Anmol Thy K



Itna Anmol Thy K Khareed Na saka KOi HUM Ko

Hairaan Hoon K tere Hathon Biki TOu Biki Kaisy 

Ho Na jaey


Ho Na jaey Husn ki sHaN Main gustakhi kahin,

TuM chaley jao Tumhein Dekh k Payar Aata Hai 

Shama kehti hai



Shama kehti hai muje banaya kisne,

jis jis ke hath lagi muje jalaya usne,

wo shama kya jise koi jalane wala na ho,

wo insan hi kya jise koi chahne wala na ho.


Ashqon se nahi

Ashqon se nahi bujhte shole dard-e-pyarke,

Maut bhali aisay lambe intezar se,

Marte hain roz bina dedar-e-yar ke,
Tanhahi ache the us BEWAFA ke par se 

Janey Kis Gham Ko Chupaney Ki Tamanna Hai Usy

Jany Kis Gham Ko Chupany Ki Tamanna He Usy

Aaj Har Baat Pey Hanstay Hue daikha Usko 

Sirf Chehre Ki Udasi Se Bhar Aye Ansoo

Sirf Chehre Ki Udasi Se Bhar Aye Ansoo 
 Dil Ka Alam Tu Abhi Ap Ne Dekha Hi Nahi 

kashh ki tu meri aankhon ka aansu ban jaye

kashh ki tu meri aankhon ka aansu ban jaye
me rona chhor doon tujhe khone ke darr se  

Thursday 15 March 2012

AAnkhoN dekhe saare manzer bhool gaya


AAnkhoN dekhe saare manzer bhool gaya 
Uski gali se lauta apna hi ghar bhool gaya 

Kitni Ajeeb Thi Daastan Mohabbat ki


Kitni Ajeeb Thi Daastan Mohabbat ki 

Ek Aankh Samandar Aur Duji Pyasi Thi 


Mohabbat Hath Mei Pehni Hoi Choori Ki Manind Hai,


Mohabbat Hath Mei Pehni Hoi Choori Ki Manind Hai,

Sanwarti hai, Khanakti Hai, Khanak Ker toot Jati hai.

Wednesday 14 March 2012

Meri Talab Tha Aik Shakhs Wo Jo Nhi Mila To Phir.

Meri Talab Tha Aik Shakhs Wo Jo Nhi Mila To Phir.

:((: Hath Dua Se Yon Gira, Bhool Gaya Sawal Bhi. :((:



Main yOun to bhul jata hOun, kharashain talkh baatOun ki


Main yOun to bhul jata hOun, kharashain talkh baatOun ki 

Magar jo zakhm gehray dein,rawaiYeH yaad rakhta 
hOun




IQrar may shabdo ki ahmiyat nai hoti,

IQrar may shabdo ki ahmiyat nai hoti,

dil ke jazbat ki awaz nai hoti,
ankhainn bayan kar deti hai dil ki dastan,
nahi hoti