Thursday 22 November 2012

K Apnay Pyar Se B Inkaar karna Parta hai

Kuch is tarah Se Usay Pyar karna Parta hai,
K Apnay Pyar Se B Inkaar karna Parta hai,

Kabhi Kabhi to Wo itna Qareeb Hota hai,

K Apnay Aap ko Dewaar karna Parta hai,

Khuda ne Us ko Atta ki hai wo Maseehai,

K khud ko Jaan K Bemaar karna Parta hai,

Wafa ki Raah main Dushwariyan to Aati Hain,

Wafa ki Raah ko Humwaar karna Parta hai,

Wo Haath Rakh k Meray Dil pe jub B Poochta hai,

To Mujh ko Dard Se Inkaar karna Parta hai.....

sad girl dp for facebook

Did you like "K Apnay Pyar Se B Inkaar karna Parta hai"?