Monday 17 October 2011

Dard kya hota hai tanhai kisay kehte hain

Abb jo bichrain hain to ehsaas hua hai humko,
Dard kya hota hai tanhai kisay kehtay hain,
Koi lamha ho teri yaad mai kho jatay hain,
Abb to khud ko b muyassar nahi aa patay hain,
Raat ho din ho teray pyaar mai hum behtay hain,
Dard kya hota hai tanhai kisay kehtay hain

Did you like "Dard kya hota hai tanhai kisay kehte hain"?